zidkishayari
Thursday, 22 February 2018
Tuesday, 16 January 2018
Types of Shayaris
Self-pity
Haq zidka cheenati hai badguman-e-aatish
Ankhen jalti hai kuch aisi ke tasavvur na bane
Or
Idhar taqdeer sir pe
hai zid udhar wo muskura rahe hai
Khaudaya aap bhi kaise
kaise ghazab dha rahe hai
Or
Ek asasa khalk reh
jata hai unki aadat-e-guftaar-e-haya mein
Wasl ki raat guzare arram se zid subah gunah samjhe
aate hai
Or
Na
socha na samajha na sikha na jana
mujhe aa gaya khudbakhud dil lagana (Meer)
mujhe aa gaya khudbakhud dil lagana (Meer)
Or
Sher
ke parde mein main ne gham sunaya hai bahut
marsiye ne dil ko mere bhi rulaya hai bahut (Meer)
marsiye ne dil ko mere bhi rulaya hai bahut (Meer)
Or
Zid kya kya dekh rahi hai teri ankhein koi
pur-asar sher nahin milta
Awaaze cheekh rahi hai raston mein, par koi
dilkashi-e-saaz nahin milta
Or
Yaksu dil hi dilmein
soch raha hai zid kabse
Ke gar mera koi mukam
hota to wo kaise hota
Bayan-e-fana
Ek riwayat hai zid jo
farden farden tameel hoti hai
Aate farte-shauk wapas
namurad ban kar jata hai
Or
Jo bijli hamakti ha
unke mehal par
Wo karle tasalli mera
ghar jala kar
Or
Khoob roshan hai zid afatab jinhe jeena
pasand hai
khub kiye hai intezaar jinhe marna pasand
hai
Or
Jano-imaan fana zid
jab bhi hoti hai
Admi ko rage gairat ki
kaha hoti hai
Or
Duniya
ne kis ka rah-e-fana mein diya hai sath
tum bhi chale chalo yun hi jab tak chali chale (Zouk)
tum bhi chale chalo yun hi jab tak chali chale (Zouk)
Indignant Shayari
There
are verses that seek to chastise or self-deprecate the poet.
Nikalna khuld se sunte
the aadam ka lekin
Bade be-abroo hokar
tere kuche se hum nikle (Galib)
Or
Honge kam is bisat par hum jaise badkimar
Jo chal hum chale nihayat buri chale
(Ibrahim Zouk)
Or
Yun hi ‘Firaq’ ne umr basar ki
Ya gham-e-janan ya gham-e-dauran-Firak Gaurakhpuri
Ya gham-e-janan ya gham-e-dauran-Firak Gaurakhpuri
Or
Jist-e-toofan achha hai, jungju sar accha hai
Marne se pehle ek aur
zid ka khayal accha hai
Or
Is hal huun zid sivay
fursat kuch kaam nahin milta…
Or
Is badnasib ka sar ho
to zid qutl kya hai
Mar to pehlehi gaya
tha isme harz kya hai
Or
Bayaan main kya karun ab is se aage
apni nakaami
Tere yeh tevar aur mujh ko tujhi se kaam rahta hai- Jafar Ali Khan
Tere yeh tevar aur mujh ko tujhi se kaam rahta hai- Jafar Ali Khan
Or
Ham se pehle bhi mohabbat ka yehi anjaam
tha
‘Qais’ bhi nashaad tha, ‘Farhad’ bhi nakaam tha-Hasrat Mohani
‘Qais’ bhi nashaad tha, ‘Farhad’ bhi nakaam tha-Hasrat Mohani
Or
Muddat hui rasaayi-e-qismat ko ro chuke
Vo sang-e-dar kahan yeh hamaari jabeen kahan- Riaz Khairabadi
Vo sang-e-dar kahan yeh hamaari jabeen kahan- Riaz Khairabadi
Or
Idhar se aaj vo guzre to munh phere hue
guzre
Ab inse bhi hamari bekasi dekhi nahi jaati- Asr Lakhnavi
Ab inse bhi hamari bekasi dekhi nahi jaati- Asr Lakhnavi
The
poets readily walk into the common man shoe & express themselves
whole-heartedly. Typically these are the verses that create a pity in the mind
of the listener; that the poet is also like him, but also creates pride in him;
that he is also like the poet.
Self-eulogizing shayari
Hai to waise duniyamein aur bhi sukhanwar
acche
Magar kehte hai Galib tera andaaz-e-bayan
kuch aur hai
Or
Zid tu aata hai jab
bhi tund apni kalam-e-tausan pe sawaar
Tab tab
mizaz-e-ghalib-e-fun koi aatish-e-bayan yaad aaya
Mehfilo-tanz shayari
Mai nahi samhjta huun ke marhala jaanne
ki sabko zarrorat kya hai
Aadab Karen shartiya wah karen
samazhneki zaroorat kya hai
or
Bazm gar phareb hai to
yeh jist kya hai
Hum kya hai, tum kya
hai yeh zid kya hai
or
Aaj phir mehfilse
nakaam khudaya ghar aaye,
Roz to aate rahe par
aap aaj bahot yaad aaye
Political- Husn-IshqTug of war
नाहक़[1] हम मजबूरों पर यह तुहमत[2]है मुख़्तारी[3] की
चाहते हैं सो आप करें हैं, हमको अबस[4] बदनाम किया
चाहते हैं सो आप करें हैं, हमको अबस[4] बदनाम किया
Or
Main muntazir hun magar tera intazar
nahi (Sahir)
Or
Jise
aap ginte the aashna, jise aap kehta the bawafa
Main wahi hoon Momin-e-mubtala tumhen yaad ho ke na yaad ho
Main wahi hoon Momin-e-mubtala tumhen yaad ho ke na yaad ho
Or
Be-khabar soye hain woh
loot ke neendain meri,
Jazba-e-dil pe tarss khaney ko jee chahta hai(Sahir)
Jazba-e-dil pe tarss khaney ko jee chahta hai(Sahir)
Or
Zulphe-muntashir koi kam dimagi sabak nahin
Zid zindgika
Jab bhi girah suljhata huun dao-pech aur
samajh leta huun
Or
Allah ki khidmat karen
zid unhone unhe baharon mein saja rakkha hai
Mai huun nakaam
gayabana shae, unhe hazaron mein saja rakhha hai
Or
Wo nikale hai gulfam
ban kar, muzhe chehera-e-surk bana rakhha hai
Wo choo gaye aasman
be-dilike, zaminpe ba-dili-e-zid bana rakkha hai
Or
Unka robodab mat
puchiye, unka behelna mat puchiye, zid
Jab baat muhobbat ki
ho to kyunkar nakkab banker aate hai
Or
Is vast aa pahunch hai
mere ghar pe jab shame soza-e-mom nahin
Ek thi zid ki shan-o-shaukat ab wo hijr mein chale
aate hai
Be-afsos –e-bayan
फ़क़ीराना आए सदा कर चले
मियाँ खुश रहो हम दुआ कर चले-Meer
Or
Yeh siyahi, ye kagaz
ye malba jala dije saab zid
Ye jaddo-jehad ye tere
saath jata to kaisa hota
Or
Zid bhi agar na ho
sabit muhobbat kabil thik hai
johri-e-alamadar na ho
to zeenat kaha hoti hai
Ba-afsos-e-bayan
बहोत आरजू थी गली की तेरी
सो याँ से लहू में नहा कर चले-Meer
Or
Ab aate hai zid jab
sar manzar khamosh hai
Idhar log afsos karen
hai wahan kismet-e-wafa badlee jati hai
Fitrat-e-shayari
Zid asar ka ek aisa mod hai ke sab kuch ho
jaye tabah
Gar taqdeer ek sawaal hai to isko sakht
girah chahiye
Or
Wo aise tane hai abroo
ke jaise shamsheer-e-ajal babasta ho unse
Mai sochu sharaa-e-kaam-e-sharafat shamsheer-ba-kaf
chale aate hai
Tijarat-e-khas shayri
Teri aamdani badhti
jaye hai , haadsoe ki, aatishi-lafzo ki
Kya kya sunaye
sheher-e-nigra, zid ab tak koi hisab nahin
Or
Kis junoon se likhte
aaye ho tum be-mehfilke
Tehjib-ae-shauk-e-tijrat
mein faake bahot hai
Junu-e-shayari
Kuch kam hi
talluk tah muhobbat ka junu se
Diwane to
hote hai banaye nahin jaate
Or
Junoon ke charche hai kya kya hidayat di jaati hai
ruh ki pehchan ke liye khud hi jal janeka paigam diye jati
hai
Self-motivating shayari
Zid tu ek tandrust
aashiq hai, tu berukhi se darna nahi
Garke-darya hona hai
tuzhe, maut se marna nahi
Metaphysics
जबीं सजदा करते ही करते गई
हक-ऐ-बंदगी हम अदा कर चले-Meer
Hum bhi aate rahe is
jannat-e-fiza mein kabhi kabhi
Bas gaye aadmi gar
yaha to Zid maza kya hai
Or
Wo ek waqt tha ke
shagufa mein lipte rehte the
Aaj gar beparde huye
to tarikh bhi badlee jayegi
Or
Shab-e-mah behte darya
mein muzhe shabgard banakar
Zid na ho
taqdeer-e-khafa ek din zeenat bhi badlee jayegi
Tautology
Ye zameen aur hawa zid
har ek hai unki ada
Sair hai zamaneki par
mere kam aate bhi nahi
Or
Dekhe ja rahe hai husn
to qatil nazar aaya
Gaur-talab har shae
chake-gireba nazar aaya
Falsafa-e-shayri
Ishq mein dil hi nahi
deed bhi sambhli jati hai
Jis thokar pe utthe
gubar uski taseer-e-seerat badlee jati hai
Or
Or
Jo gham-e-habeeb se door the woh khud
apni aag mein jal gaye
Jo gham-e-habeeb ko pa gaye woh ghamon se hans ke nikal gaye- Shair Lakhnavi
Jo gham-e-habeeb ko pa gaye woh ghamon se hans ke nikal gaye- Shair Lakhnavi
Or
Shabe ghum chashme
naam jaga kiye Zid khwabo ki ek haqeekat mili
Wo yakayak tufano me
jo kashti dubi kaise taqdeer palatkar ise ulfat mili
Ba-khuda shayari
Momin na sahi bosa-e-pa sajda hi karenge
Woh but hai jo auron ka to apna bhi Khuda hai
Woh but hai jo auron ka to apna bhi Khuda hai
Or
Aisi ghazal kahi yeh
ke jhukta hai sab ka sar
Momin ne is zameen ko masjid bana diya
Momin ne is zameen ko masjid bana diya
Spatial Poetry
These are the verses that have a very
open space. Over the length of the ghazal the poet seeks to condense the space
& make it more nuclear.
Dilme ek lehar si
utthi hai abhi
Loi taaza hawa chali
hai abhi
Or
ek hawa khawab bun rahi hai, iska
pesh-e-khidmat kya hoga
Aahat to milti rahi dilonko,
khushboo-e-paigam kya hoga (Zid)
Or
Mulke mein adam bahut
fail gaye sab taraf
Hawwa befuzul kyun
hawa ki tareh lehrati hai
Or
Phir ek lamha ja basa fiza-e-shauk-e-fursat
mein
Waqt ko milna hai kisise par ittefaq bhi
zaroori hai
Or
Ayega waqt bhi piche
tere bandhe sehra
Aaj fursat nahin ae
waqt tere guzar jane ko
There is humor that gets manufactured in any poetic
expressions. That is principally because there could be confusion between a
subject & object. Poetry is a afst track communication of emotions, values,
philosophy that likes to keep off any rigid rules or formalities of grammar.
In the verse, for example;
Apni
fitrat-e-quad chod maikhane chale aate hai the subject is not clear. Actually
the subject is not stated. So it imperative that the listener would tend to
think the poet is talking about quad but then he is talking about
fitrat-e-quda. It is quite a change in the subject. The word ‘maikhane’ is also
a contestant for the subject.
Similarly
in the line
Zid tuze dekhe hai har shaks kambhakto ki nazar
Whether
the word ‘ kambhakt’ ( gushtaki mauf kare!) is not clearly addressed with
respect to the poet. However in the context or form the perspective of the
‘taseer’ of the wholesome ghazal it is obvious that he expression ‘Kambakht’ is
with reference to the poet. It is a fashionable expression in poetry; post
Mirza Gaalib & poets take pride in saying this. Hence no apologies to the
poet concerned here!
Kya guzar shauk baithe phir tuzhe samjhaneko
But eventually the purpose of the
poetry is never to create a nucleus. At best one could say it is poetic
compulsion to use some sort of nucleus upon which ideas get developed. At best
it could start off with the nucleus & expand it into the space. Meaning
starts where the words end. Human emotions are more about speechlessness &
lesser about utterances. It is truer in case of matters of love & other
finer aspects of life. But words do open up varied vistas of thoughts. Words
are as harsh as they are provocative. Artistic sensitivity therefore is not so
much the measure of one’s understands of the poetry but one’s natural instinct
to set off on ‘another’ journey in response to the poetic stimulus.
When
the audience involvement is considered within the time & space of the
recitation it is likely that poetic verses are more obvious. I call this
‘Kacchi Shayari’. You mostly enjoy this in company of kith & kin.
Nazar nawajish nazaron mein ji nahin lagta
Wo kya gay eke baharon me ji nahi lagta
But
where the effect is likely to be more after the poetic interface the verses are
likely to be very subtle, very open & very quiet. Good poetry has that
intent capacity to hide the content & also the meaning. I call this ‘Pakki
Shayari’. You mostly enjoy this when you are alone.
Shab-ae-furkat ka jaga huun farishto ab to
sone do
Kabhi furst mein kar lena hisab aahista
aahista-Ameer
Or
Daamne yaar ki zeenat na bane har aansoo
Apne palko ke liye kuch to bachaye rakkhiye-Tarik
Badayani
There
are ghazals that are short & hence they seek to make a fast-track effort to
come to the conclusion. In that sense the ghazal is not one of the classical
journeys through poetry as much as it is a generous recipe of beauty of music,
expressions & the personification of ‘leher’ by the singer.
Waqt accha bhi aayega naseer
Gum na kar zindgi padi hai abhi
In the
poetry
Allah ki khidmat karen unhone unhe
baharon mein saja rakkha hai
After many
cribs & transgressions such as
Mai huun sans-e-tar unhe, be-dhadkan
aaram de rakkha hai
the ghazal
takes you to a very poignant case;
Ab marna hai isliye unhone
meherbaniye kinaron pe basa rakkha hai
Biggest jump
comes at the end where the poet says;
Yeh khwab hi sahi, Zid dekh unhone tuzhe palko mein bitha rakkha hai
But
most good poetries take recourse to metaphors that offer soothing touch to the
soul.
Self-Talk
poetry
These
are the intricate areas of human consciousness that many time borders on the
subconscious thinking. This is category of mature poetry that steadily reduces
the number that ether wants to listen to this or they can understand this.
Poetry being it, never tries to offer any explanation for anything that is
said. It is against the poetic rights or for that matter, rights of every
creative sport.
Apni zid ko sawarne phir nikale hum
Aawargi ko basane
phir chale hum
Gardishone kaha ab koi raah nahin
Apnihi god mein phir so gaye hum
Or
Koi samjhe meri betaabi, ashayar pahelehi keh dale
Wo pahunche nahin hai mehfil, khwab bhi pure kar dale
Rawayt-e-khas shayari
Ghazal is not just a reality of experience but it is also
realization of an experience through imagination. Hence many traditions &
etiquettes find an easy way into the ghazal.
Hum bhi jaga kiye tere
sone tak …
…therefore, needs a freedom of mind to appreciate the plot
rather than having to actually justify this kind of an experience.
Husne bayan-shayari
Wo alat palat rahe hai
aaftab-e-noor achha hai
Wo angdae le rahe Zid
khayal-e-katil achha hai
Or
Yeh gesu hai bikhre ya
meri nazren hai bebak
Ham bhi jaga kiye har
roz zid tere sone tak
Or
Abr-angdae zameene
utar aaye to bark hai
Ise bazm-e-aara kahe
ke Zid kayamat kahe
Nigahi-e- shayari
Mai pe kya lagate ho
aaj to bin piye hi mast hai
Ho sake to kuch kijiye
in aankhoka ilaaz
Jin aankhonse mai khud
tapakati hai
Or
Mai teri mast nigahika
bharam rakh lunga
Hosh aaya bhi to
kehdunga muzhe hosh nahin
Ishkiya shayari
Ibaadat hoti hai
sarre-aam hathon se
Aur ye purjor bhakht
cheez nigahon mein chipai jati hai
Or
Waqt guzrte der nahi
lagti safina-e-safar der nahi lagti
Khair aaj koi khalk
nahin aaj wo hangame wafa yaad aaya
Muhobbati Shayari
Muhobbat ruhani husn
ki numaish hai
Zid ye aisi shiddat jo
khas soorateon mein girvida hoti jati
hai
Or
Bada-e-safi kaun pa
gaya hai insa
Mehfile zid roz phir
kyun sajti rahi
Insaniyat ki
shayari
Zindgi tune kya kya sataya hai insaan ko koi
bedaag chehra nahin milta
But to kitne ban baithe hai zamane mein par zid
jaisa koi kafir nahi milta
Or
Waqt-b-waqt har shaks
ko ilm bhi nahin hota
Zid bhi kya cheez hai
ek aah guzar jane ko
Or
Ukda nahin e-o-aa
thodi kashmakash hai
Insa samaze gar insa
to zid har dil aziz hai
Or
Mai guftgu-e-wasl
sochu wo shauk-e-arram kare
Jism jalta rahe yahan zid
wo khayal purjor Karen
Or
Kabhi aasu, kabhi aahe
sab namkin banakar betalkh pee gaye
Zid bekalf hai, nigar
nisar hun ye paitronki zaroorat kya hai
Or
Hairat-e-gum se
ghabaraye ho zid to ye sun lo
Lije kuch aisi bhi
dawa jo ke khaye na bane
Or
Aaj aayeho milne jab zid
jane ki fikr mein hai
Log puch rahein ‘kiska
kaun’ aur aapka bhi jikr hai
Or
Junoon ke charche hai zid
kya kya hidayat di jaati hai
ruh ki pehchan ke liye
khud hi jal janeka paigam diye jati hai
Or
Or
Mai ek nek
banda hun khudaka nawazo
Par na
pucho muzhse ke khuda kya hai
Taqdeer-e-mizaz shayari
Taqdeer ek bar jiska
daman choo le wo khilona hai insan nahin milta
Ye wo falsafae band
lifafe hai jis khat ka kisiko pata nahin milta
Or
Ab wo bhi aaye mahatab,
ashiyane par nikhar aaye
Taqdeer palatte der
hai, mizaz mein bahar aaye
Or
Tege dodam bakkaf
tejotund takrarkar laut jati hai lillah teri zidse
Dast andaaz hai koi
taqdeer-e-khuda bas yahan paigam nahin milta
Apne nashemanse kaise
Zidko muntakil
karne aaye
Parwar-digar muzhe
jannat-e-khwab dikhane aaye
Or
Huwe marke hum jo
ruswa huye kyun na garke dariya
Na kabhi janaza uthata
na kahi mazaar hota
Or
Aap to Zid pehlelhi
mar gaye the
Tareekh dekh kafan
sara jala dala
Or
Aise wajud bhi kaha
milta hai zid kisko ek zindgi jinepar
Tajwiz-e-bakshish
pasand aayi, ab bekhauf jiye ja raha huun
Or
Taaheer-e-nafaz to ud
gaya khak abhi baaki hai
Kaunsi zid saath le
gaya uska pata abhi baaki hai
Taseer
All
human emotions revolve around some fixed component. Without the existence of
that it would be impossible to remember a subject. Poetry is a response to
human emotion & hence it is likely to follow one recipe or one type of
dote.
Ba-Taseer
There is continuity of the environment. There is a
persistsence on a subject. This is more like a traditional English poetry.
Is mehfil mein ek
parivash hai apni nazar se kaise dikhau
Mere zhakmi
haalat-e-aalam aapse kaise na chupau
Yeh inqalab-e-muhobbat
hai aatish hai aag kaise buzau
Koi yakayak sinese
lipat jaye hai hasrat-e-mudam kaise na jatau
Mutmaen lamhe guzre
aaram hai elahi-e-khidmat kaise na batau
Bada-e-gulfam dube hai
zamana is shisha-e-aafat ko kaise na tod du
Bada-e-gusar ka markaj
jo hai us dimag ko kaise na badal dun
Badiya-e-gard kimar
bane hai Is shart ko kaise na tod du
Zindgi wada hai
waqt-e-shareerka is miyad ko kaise na suljha du
Akl wais-e-shauk
batain hai is fasad ko zid kaise na luta du
Be-taseer
Dard minnat-kash-e-dawa na huwa mai na achha
huwa bura na huwa
does
not maintain the poetic chemistry in the following verses;
Jama
karte hokyun trakibo ko yeh tamasha huwa gila na huwa
Kuch
to kahiye ke log kehte hai aaj Ghalib gazhal sar na huwa
Hai
khabar garm unke aaneki aaj hi gharmein boriya na huwa…
Or
Yeh hasrat kehkasha mein kaise ghume hai, jo ban gaye
sitarein unse huzzat kare hai
does not have he same chemistry as;
Nikal do in sabko meri aakhri tamanna hai, akela hi rahu
waha sab muzhpe nazar karen hai
Or
Jis
thokar pe zamane guzre ishq-e-latif ke usi ravishse nikle zid muhobbat-e-julus
apni
Does not have
the same chemistry as;
Kuch
kam nahi ye masarrat bhi badi hai kaun mahi-e-beab bane hai khushi apni
Ghazal
is minor subject if it considered as a part of the generalized notion of
poetry; all languages included. However, ghazal is one of the most intricate
& challenging subject know how when considered as a tool of expression. It
is these complexities that make ghazal such a passionate subject for people who
live more in after-thought than in thought per say. That is possibly a reason
that steadily ghazal is losing favors with mass thinking & is getting
elevated to being subject matter of connoisseurs. Zid ki Shayari is a sincere
attempt to make that connoisseur class multiply by creating that taste and
understanding. There is more to follow.
Subscribe to:
Posts (Atom)