Friday, 15 May 2015

Meter of the couplets

Meter
All good verses are written from the point of view of narration. A text could be read with uneven syntaxes but poetry is something that must have regular syntaxes.
Humse aaya na gaya (Galib)
Tumse bulaya na gaya
The list of word used are Tumse, humse, bulaya, aaya, gaya.  This is simplest example of how a simplistic approach could still create an attention. But short meter will need not a couple but a quadruplet to make it deliver the content.
Fasla pyar mein
Dono so mitaya na gaya
Another example
Taqat-e-insaan ko zid
Gurur bahot hai
Sunte hai apnihi
Ashyar bahot hai
Shorter the meter lesser the dramatics & longer the meter the scope for dramatics becomes exponential.
Meer ke dino majhab ko aab puchte kya ho inne to
Kashka khencha dair mein baitha kabka tarq islam kiya
Or
Roz peshani-e-hayat-e-bal durust karun; apni taqdeer sawaroo,
Yeh kainat ashiqee hai teri to muzhe tasavvur ki zaroorat kya hai
Or
Insa gar mukhlisi insa bane rahe to insaniyat ki alag zarrorat kya hai
Sang-e-marmar aur kam aayenge numaish-e-but ki zarrorat kya hai
Self-pity
Haq zidka cheenati hai badguman-e-aatish
Ankhen jalti hai kuch aisi ke tasavvur na bane
Or
Idhar taqdeer sir pe hai zid udhar wo muskura rahe hai
Khaudaya aap bhi kaise kaise ghazab dha rahe hai
Or
Ek asasa khalk reh jata hai unki aadat-e-guftaar-e-haya mein
Wasl ki  raat guzare arram se zid subah gunah samjhe aate hai
Or
Na socha na samajha na sikha na jana
mujhe aa gaya khudbakhud dil lagana (Meer)
Or
Sher ke parde mein main ne gham sunaya hai bahut
marsiye ne dil ko mere bhi rulaya hai bahut (Meer)
Or
Zid kya kya dekh rahi hai teri ankhein koi pur-asar sher nahin milta
Awaaze cheekh rahi hai raston mein, par koi dilkashi-e-saaz nahin milta
Or
Yaksu dil hi dilmein soch raha hai zid kabse
Ke gar mera koi mukam hota to wo kaise hota
Bayan-e-fana
Ek riwayat hai zid jo farden farden tameel hoti hai
Aate farte-shauk wapas namurad ban kar jata hai
Or
Jo bijli hamakti ha unke mehal par
Wo karle tasalli mera ghar jala kar
Or
Khoob roshan hai zid afatab jinhe jeena pasand hai
khub kiye hai intezaar jinhe marna pasand hai
Or
Jano-imaan fana zid jab bhi hoti hai
Admi ko rage gairat ki kaha hoti hai
Or
Duniya ne kis ka rah-e-fana mein diya hai sath
tum bhi chale chalo yun hi jab tak chali chale (Zouk)

No comments:

Post a Comment